Thursday, August 20, 2009

aman kamina again in panga

AMAN THE NIKA SIZE ZERO IS AGAIN IN PANGA


aman roz sham ko seema mam ki tution akar ladkiyon ki gedi marta tha



thode din to ladkiyon ne use saha



phir jab p aur aman ka accident hote hote bach gaya den dey got angry




aman ki shikayat lagai gayi mam seema ko


aman is put with 4 condition
1 not to come sector 9
2. stay away frm amulya's coloney ( apko lage ka k amulya k ghar se kyun dur rehna hai use coz p has shifted near amulya's home sweet home)
3. never overtake girls speedly
and
4. never seen roaming around
these r d sharts will nika sudhar jayega aur he will remain d famous kameen

Saturday, August 8, 2009

life is getting a bit boring!!!!!!!!!!!!

You know you are in Love when…………………

kyun aajkal homework kam orkut jyada hai
lagta fail hone ka pura-pura iraada hain
kal tha topper aaj 40 bhi jyada hain
lagta fail hone ka pura-pura iraada hain
kya mujhe pyar hain aah
orkut se pyar hain aah
kya mujhe pyar hain aah
orkut se pyar hain aah
o o o o o …

college ki inn classes me,
boring si ek teacher hai
jabse mila hai orkut
badla har ek manzar hain
dekho jahaan mein neeli neeli iss screen tale
dost naye naye hain jaise milte hue
tu mere khwaabon mein jawaabon mein sawaalon mein
har din chura tumhen main laata hoon khayalon mein
kya mujhe pyar hain aah
orkut se pyar hain aah
kya mujhe pyar hain aah
orkut se pyar hain aah













HINDI:
A Kya Bolti Tu ?
A Kya Mai Bolu ?
Sun
Suna
Ati Kya Khandala ?
Kya karu Ake mai Khandala ?
Are Ghumenge, nachenge, gayenge Aish karenge or kya

URDU – Best

AAP KUCH BOLEIN?
HUM KYA BOLEIN??
MULAIZA FARMAYEIN
IRSHAD
TASHREEF LAYEINGI KHANDALA?
KYA KAREIN HUM KHANDALA TASHREEF LAAKE??
ARRE GHOOMEINGE, NAACHEINGE, NAGMEIN SUNAYEINGE,

TAFREE KAREINGE OR
KYA!!

ENGLISH:
Aye what do you say?
Aye what should I say?
Listen.
Speak on.
Coming to khandala?
What should I do, coming to khandala?
We’ll roam, we’ll loaf, we’ll sing, we’ll dance

we”ll
freak, baby,what else?

SANSKRIT : This is too good
Aye balike, twam katham kathisyasi
Aye balakah aham kim kathisyamh
Shrinvasi!
Shrunha
Kim twam khandaalaa agchasyasi
Aham kim kurwasyami khandaalayeh
gamisyami, bhramisyami, nryuthyami, gaay